Chala Jata Hoon Full Song Lyrics - Sanam | New Hindi Song 2019



Chala Jata Hoon Lyrics, Sanam
Chala Jata Hoon Lyrics, Sanam


Song: Chala Jata Hoon Lyrics 
Singers: Sanam
Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Venky S: Bass
Keshav Dhanraj: Drums

Chala Jata Hoon Lyrics:

Na na na nana..

Chala jata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke tarane liye

Chala jata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke tarane liye

Milan ki masti bhari aankhon mein
Hazaron sapne suhane liye ho

Chala jata hoon kisi ki dhun mein

Dhadakte dil ke tarane liye

Yeh masti ke nazaare hain
To aise mein sambhalna kaisa meri kasam

Jo lehrati dagariya ho to phir kyun na
Chalun main behka behka re

Mere jeevan mein yeh shaam aayi hai
Mohabaat wale zamane liye ho
Chala jata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke tarane liye

Chala jata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke tarane liye

Woh aalam bhi ajab hoga woh jab mere

v class="MsoNormal" style="background: 0px 0px; border: 0px; margin: 0px; outline: 0px; padding: 0px; transition: all 0.3s ease; vertical-align: baseline;"> Kareeb aayegi meri kasam

Kabhi baiyan chhuda legi kabhi hans ke
Gale se lag jayegi haaye

Meri baahon mein machal jayegi
Woh sachche jhoothe bahaane liye ho

Chala jata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke tarane liye 

Chala jata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke tarane liye

Na na nana..


Post a Comment

Previous Post Next Post